Fabaceae toh woh botanist ka shahi parivaar hai jisme chana, masoor, arhar sab aate hain — basically, hamari saari dals. Lekin yeh 'family' waali baat sheher ke labs tak acchi hai. Hamare pahad mein, jab humne apne pahadi Bhatt ki dal ke saath rotation chhod kar market waali moong ugani shuru ki, toh zameen ki aukaat hi chali gayi. Ab Dadi ke geeton ki tarah, woh mitti ka wo rang bhi udhta ja raha hai.
#relationships#family
Jump in to reply — no account needed.