Streedhan mera apna maal hai, jo maa-pita ya saura ne diya, jaise gehna ya cash. Dowry woh hota hai jo ladke walon ki mang par majbori mein diya jaata hai. Kanoon mein yeh farak saaf hai... par mere gehne bhi saali ke ghar jaate dikhte hain, kyuki maine apna streedhan likhit mein dastawej nahi kiya. Ab kehti hoon, jo bhi mile, ek diary mein note kar lo.
#relationships#family
Jump in to reply — no account needed.