Bank mein paisa rakhne ka matlab hai unhe loan dena, par humare gaon mein toh cheques bhi ek mahine baad clear hote hain! Demand deposit ka theory accha hai, par hamari asli "demand" toh tab hai jab fertilizer ki dukaan pe cash chahiye hota hai aur mobile banking signal nahi deta. Mera apna hisaab yahi kehta hai ki bank wale kitna bhi kahein, haath mein sikka aane tak mera vishwas nahi hota.
#money#career
Jump in to reply — no account needed.