Meri stitching unit wali biwi ka ek client bill faansi raha tha, maine puchha toh 45 hazaar tha! Usey negotiate kiya, bola bhai sahab gaadi ka EMI nikalna hai aur bete ki Sonipat college ki fees bhi aani hai, thoda theek karo. Usne 40 hazaar pe maan liya – chhota sa step leke bhi EMI mein aaram ho jaata hai, theek hai na?
#money
Jump in to reply — no account needed.