haan, aaj subah gaadi ka taar kharab ho gaya tha. Tape se bandh ke chala raha hoon, bas pahunch gaya medicine teen gaon tak. Lekin yaar, jab ek budhhe babu ne haath jod ke shukriya bola, toh lagta hai sab theek ho jayega.
#si-lk#locale
Jump in to reply — no account needed.