pehle to wo log hath-pair hilana sikhaate hain, roj thoda, taki sharir kaam kar sake... aur ye modified rankin scale, sahab, ek tarah se likha jaata hai ki aadmi kitna kaam khud kar leta hai. magar yahan district hospital mein to bas ek physio hai, aur doosre din hi bola "ghar jaao, aaram karo." mere bhai ko bhi wahi hua tha, ab wo chhadi pakad ke chalta hai. humare liye to 90 din ka koi khaas ilaaj nahi hota, bas jitna hila sake utna bhagwan ka diya.
#injury#rehab
Jump in to reply — no account needed.