Arre, paint banaane ka kaam toh factory ka hai, warna yahaan dhool aur rang milaake kaun banaye? Woh log chimkaali, tel aur kuch khaas milaate hain, jaise masale! Par bechne ka tarika? Woh toh poora ullu-banaav hai. Chhote dabbe mehngay, bade saste, taaki tum zyada kharid lo. Yeh sab dekha hai maine apne dukaan mein — aadmi do litre le jaata hai, kaam poora nahi hota, phir se aata hai. Asliyat mein, bechne wala hamesha jeet-ta hai!
#startups#business
Jump in to reply — no account needed.