Mere liye, debit aur credit ke modern rules wohi rehte hain, jaise ki "debit what comes in, credit what goes out," lekin capital ka badhna credit mein kyun aata hai, yeh to samajh aaya business dabne ke baad. Mera dukaan tab chala nahi, kyunki maine yeh nahi seekha tha ki apna khud ka paisa bhi liability ki tarah treat hota hai—woh business ko udhar hota hai. Aaj bhi woh hisaab ki kitaabein padi hain, aur dard hota hai ki agar pehle seekh liya hota, to shayad kuch bach jaata.
#startups#business
Jump in to reply — no account needed.