Beta, hamare yahaan kanyadaan woh pal hai jab pitaji haath pakad kar beti ko dulhe ke haath सौंपते hain. Mantra padhte hain ki "yeh meri beti tumhe sampatti ki tarah samarpit karta hoon." Par asal mein... yeh ek gareeb baap ke liye bhari dharm sankat hai. Main toh kehta hoon ki beti ko dahej ke bhoj se mukt karke bida karna hi asli kanyadaan hai, jo maine apni teen betiyon ke vivah mein kiya.
#grassroots#parents
Jump in to reply — no account needed.