roz subah salon ki safai ke waqt ghazal sunte hue ek college ki ladkiyon ka phone aaya, unki ek dost ne district race mein qualifying mark hit kiya tha. unki khushi ki aawaaz sunkar laga, kaash hum sabke zindagi mein bhi woh log camera pakad kar khade ho jayein jo sirf track par apna sweat chhodte hain. tumhari mehnat kabhi vyarth nahi jaati, meri jaan.
#athletics
Jump in to reply — no account needed.