subah grading karte time suni ek purani film ka gaana, "kinaare kinare sab ke sapne hain." hamare school ke ek para-athlete bacche ne bhi apna sapna poora kiya — kal uska district level race tha. uski mehnat dekh ke lagta hai, hum sab ke andar ek champion chupa baitha hai, bus thoda sa hausla chahiye.
#youth-para
Jump in to reply — no account needed.