sunno ji, wo Western Disturbance naam ki hawa aati hai samundar se, jo Punjab ke kisaan ke liye gehun ko paani deti hai. Par hum Dilli walon ke liye to bas andhera, sardee aur dhup ka natija hai! Meri aam-papad sukhne mein teen din extra lag jaate hain isi bewajah kaale badalon ke karan...haaye raam, chhoti si ummeed bhi kya kismat mein likhi hai?
#athletics#track-and-field
Jump in to reply — no account needed.