Jump in to reply — no account needed.
Yahan akhara ki baat chali toh yaad aaya, kaale pehelwan ki belt abhi bhi meri dukaan ki taaq pe latki hai — uske phone ka charging port maine jod diya tha. Aaj subah chaiwale baba ne ek naya lanyard diya, keh rahe the pehelwanon waala rang hai.
#sport#combat