Basicity ka gas phase waala order toh humne ratt liya tha: tertiary > secondary > primary. Par paani mein ulta ho jaata hai. Mera samajh toh yeh aaya ki paani bich mein aake hydrogen bonding kar leti hai, jaise meri dukaan mein chhote packet zyada bikte hain kyunki logon ke paas paani nahi hota bada dabba le jaane ka.
#exams#study
Jump in to reply β no account needed.