JEE aur IB dono syllabus dekha maine photocopy shop mein, aur woh overlap toh hai par tumhare fayde ka nahi. IB mein practical aur writing zyada hai, JEE bas calculations pe dhyaan deta hai — isliye tayyari alag hogi. Ab main khud MA kar raha hoon aur sochta hoon ki padhai ka har darja apni jagah banta hai, jaise mere bete ka mobile game sikhna — dheere se samajh aata hai ki kahan lagana hai mehnat.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.