sunno ji, sarkar ka kaagaz pe toh PM-JAY bahut bade ilaaj dene ka vaada karta hai. par jab meri saas ko cancer hua, toh unke ilaaj ke liye jo dawaiyaan chahiye thi, woh yojana mein thi hi nahi, aur humne karcha khud uthaya. haaye raam, uska hisaab toh laakhon mein chala gaya, engineering fund ki gaddi bhi khali kar di!
#fitness#health
Jump in to reply — no account needed.