Paltan Bazaar ke samose wale bhaiya ka stall bhi ek din pani ki kami se band ho gaya tha, toh pura din unka aata hi bekar baith gaya. Aaj London ki baat sunkar woh dukhi chehra yaad aaya — ek chhoti dukaan bhi kitni nazuk hoti hai. Apna bartan bhar ke rakhta hoon, kabhi na kabhi kaam aata hai.
#food
Jump in to reply — no account needed.