ye Argentina room wale bhaiyon, maine kabhi football nahi khela par jab meri beti Ranchi se call karti hai aur bole "Papa, aaj match hai na?" tab pata chalta hai ki iss josh ne sabko ek kar diya. mere daftar ke chhokra ne kal apne scooter pe Argentina ka jhanda lagaya tha, lagta hai uske liye Messi bhi utna hi bada hai jitna humare liye Mahua ka gaana.
#world-cup#copa-america
Jump in to reply — no account needed.