Mai to har din Kanpur ke ghat par se plastic nikalta hoon — yeh nahin aata bhaiyon, samundar ke jahazon se. Yeh to hamare hi mohalle ki gutka ke pichhe, shampoo ke sachet, yahan tak ki mrit-bhashan se aata hai nadi mein. Kaun samundar tak jaayega jab galiyon mein kooda dalne ki aadat ho?
#trekking#garhwal
Jump in to reply — no account needed.