bhai, saara din didi ka phone ka intezaar rehta hai, ke "sharad, chokri dekhni hai kya?" trainer training ke baad data entry karte karte aankhe dukhti hai, par didi ka toh sapna hai ke main shaadi kar loon. kal subah meri purani scooter ne raste mein chutti le li, didi ne kaha "pata hai shaadi ke baad nayi car mil jayegi!
#life#family
Jump in to reply — no account needed.